धूल गए Dhul Gaye Lyrics - Arijit Singh

2025 Arijit Singh

About this song

  • Composer:- Arjuna Harjai
  • Lyricist: Arjuna Harjai, Surabhi Dashputra
  • Singer: Arijit Singh
  • Music producer: Arjuna Harjai
  • Mix and Master: Arjuna Harjai
  • Featuring:- Prantika Das, Samm Bhattacharya
  • Director :- Rick Basu
  • DP:- Atindra Biswas
  • Editor:- Antik Adhikari
  • Cam. Asst.:- Ajeet Kumar chaurasiya & Tukai Mondal
  • Executive Producer:- Rupanitaa Das
  • Production Manager:- Ajay Ghosh
  • Production Assistant:- Amit
  • Costume Stylist:- Tamashree roy
  • AD:- Puja Das
  • MAkeup & Hair:- Indu
  • Art Director:- Bapi Mondal
  • Art Assistant:- Chandranath Sarkar
  • Production House:- Bombay Squad.
  • Line Production (Gangtok) :- Randhir
  • Subtitle :- Antara Sarkar
  • Art work :- Sunny Roy
  • Creative Executive Producer:- Sauvik Singha Choudhury.
  • Creative Producer: Koyel Singh
  • Creative Director : Subha Sarkar
  • Creative Associate : Sourav Banerjee
  • VFX Director/ Producer : Ashish Biswal
  • Editor: Saptarsi Mondal
  • Audio Executive Producer : Sukanto Singha
  • Audio Production Manager : Kirti Prabar Das
  • Song Programmer/Editor/Designer: Yuvraj Sarkar & Prithweeraj Sarkar
  • Producer : Arijit Singh
  • Colorist;- Ritajit Raychaudhuri.

Lyrics

Tere Mere Beech Mein Kuch Kisse Baaki Hai
Waqt Ke Hisaab Mein Kuch Hisse Baaki Hai
Tere Mere Beech Mein Kuch Kisse Baaki Hai
Tere Mere Beech Mein Kuch Kisse Baaki Hai
Waqt Ke Hisaab Mein Kuch Hisse Baaki Hai
Chhodi Thi Jo Doriyaan Kitaabon Mein
Aandhiyaan Bhi Seh Gayi Woh
Phir Hum Kyun Dhul Gaye
Dhul Gaye Dhul Gaye
Dooriyon Ki Baarishon Mein Dhul Gaye
Khwaabon Ke Woh Meethe Se Din Ghul Gaye
Chhodi Thi Jo Doriyaan Kitaabon Mein
Aandhiyaan Bhi Seh Gayi Woh
Phir Hum Kyun Dhul Gaye
Chaand Ki Woh Thandakein Mehsoos Toh Ki Thi
Aaj Kyun Phir Chaand Se Kurbatein Nahi Milti
Yun Toh Saansein Na Ruki Zindagi Bhi Chal Rahi
Subah Ki Bhi Aag Se Muskaane Nahi Jalti
Raat Toh Guzar Gayi Par Baatein Baaki Hain
Ishq Toh Hai Gumshuda Mulaqaatein Baaki Hain
Chhodi Thi Jo Doriyaan Kitaabon Mein
Aandhiyaan Bhi Seh Gayi Woh
Phir Hum Kyun Dhul Gaye
Dhul Gaye Dhul Gaye
Dooriyon Ki Baarishon Mein Dhul Gaye
Khwaabon Ke Woh Meethe Se Din Ghul Gaye
Chhodi Thi Jo Doriyaan Kitaabon Mein
Aandhiyaan Bhi Seh Gayi Woh
Phir Hum Kyun Dhul Gaye