jo bhii buraa bhalaa hai, allaah jaanataa hai Lyrics - Lata Mangeshkar | Jagjit Singh
2018
Lyrics
jo bhi buraa bhalaa hai, allaah jaanataa hai
bande ke dil men kya hai, allaah jaanataa hai
ye farsh-o-arsh kya hai, allaah jaanataa hai
paradon men kya chhipaa hai, allaah jaanataa hai
jaa kar jahaan se ko_ii, vaapas nahiin hai ata
vo kaun si jagah hai, allaah jaanataa hai
nekii badi ko apanii, kitanaa hii tu chhipaaye
allaah ko pataa hai, allaah jaanataa hai
ye dhuup chhaon dekho, ye subah shaam dekho
sab kyun ye ho rahaa hai, allaah jaanataa hai
qismat ke naam ko to, sab jaanate hain lekin
kismat men kya likha hai, allaah jaanataa hai
##
-----------------------------------------------------------------------

1 ## bande ## - person
2 ## farsh-o-arsh ## - earth & sky
3 ## nekii-badii ## - virtue & vice
-----------------------------------------------------------------------##